Thursday, February 22, 2007

Voice

Samzata hum main khudko khuda,
main(ego) aur maiy(liquor) ke nashe main

rakhta nahi main khud ko kabhi,
iman ke kadghare main

Karta hun main hardam gunah
kabhi bekhodi main to kabhi majabori main

sochta hun main kabhi kabhi
mayne kya hai jindagi kai

Samzata hum main khudko khuda
main(ego) aur maiy(liquor) ke nashe main..

2 comments:

रंजू भाटिया said...

Samzata hum main khudko khuda,
main(ego) aur maiy(liquor) ke nashe main

kya baat hai ......sach likha hai aapne bahut hi sundar ..

Anonymous said...

Its a beautiful depiction of hidden human character.

Deepak Thakkar